Satane Lage Ho Lyrics - सताने लगे हो - Ninja - MyAlfaaz

Latest

MyAlfaaz - The Library of Quotes.

Monday, February 28, 2022

Satane Lage Ho Lyrics - सताने लगे हो - Ninja

सताने लगे हो • SATANE LAGE HO • HINDI SONG LYRICS 

सताने लगे हो • SATANE LAGE HO • HINDI SONG LYRICS


        Satane Lage Ho Lyrics :- Filled with grief-stricken emotions, a cute hindi song which titled Satane Lage Ho, which is stitched in a melodious tune by the very experienced punjabi singer Ninja. Gorgeous actress Ruhi Singh is featuring in this song as a lead female. Music of this song has given by Gaurav and Kartik Dev while this sad song Satane Lage Ho lyrics has penned by Karam. Video of this song has directed by Pankaj Batra. This song has published under the label of Ninja Official.


Credits :-

Song : Satane Lage Ho

Singer : Ninja

Featuring : Ruhi Singh, Pardeep Malak & Deepak Verma

Music & BGM : Gaurav Dev & Kartik Dev

Lyrics & Composer : Karam

Dop : Vikcee

A Film By : Pankaj Batra

Presentation : Hardy Ludhiana & Khaki Entertainment




सताने लगे हो • SATANE LAGE HO • HINDI SONG LYRICS 

Bada satane lage ho
Bada satane lage ho
Mujhe rulane lage ho
Galat kuch bhi nahi jatane lage ho

Roz roz roye hai bin aasuon ke
Kehte hai wo kuch saha hi nahi
Pyaar kam ho gaya ya raha hi nahi
Maine sab keh diya tune suna bhi nahi

Na na....

Aakhon se aakhein milakar wo bole
Jhooth the wo jhooth jo bhi bole hans ke
Dil ko dilaase diye maine kaafi
Sudhar jaayenge wo na rahe bas mein

Saath ho tum mere
Phir bhi lagne laga hai
Ke saath mein mere
Koi raha hi nahi

Pyaar kam ho gaya ya raha hi nahi
Maine sab keh diya tune suna bhi nahi
Pyaar kam ho gaya ya raha hi nahi
Maine sab keh diya tune suna bhi nahi

Wo thi haqeeqat ya ye sach hai tera
Toot kar kabhi tune chaaha tha mujhe
Kaise wo bhoole wo chaahat ki baatein
Roothne par mere manaaya tha mujhe

Ishq itna tha hum dono ke darmiyan
Kisi aur ka Karam maine chuna hi nahi

Pyaar kam ho gaya ya raha hi nahi
Maine sab keh diya tune suna bhi nahi
Pyaar kam ho gaya ya raha hi nahi
Maine sab keh diya tune suna bhi nahi

Na na...


Khud ko wafadaar
Mujhe bewafa batate phir rahe ho
Kyun mujhe itna satate phir rahe ho
Poore ka poora aazma liya hai
Phir bhi dil nahi bhara
Jo ab mera sabar aazmate phir rahe ho




No comments:

Post a Comment